ReePrime
Teri Isi Adaa Pe

Hosted by Dailymotion. For legal issues report at the Copyright Center, report us on DMC, or use the Instant Removal tool.

Teri Isi Adaa Pe

R
Rani HD

123 Views • Mar 14, 2016

Description

Song: Teri Isi Adaa Pe
Movie: Deewana
Singer(s): Kumar Sanu, Sadhana Sargam

Teri isi adaa pe sanam mujhko to pyaar aaya, ho
Teri isi adaa pe sanam mujhko to pyaar aaya

Tune lagaaya gale se, tune lagaaya gale se
Mere dil ko qaraar aaya, ho

Teri isi adaa pe sanam mujhko to pyaar aaya

Bheega mausam

(Oh, oh, oh)

Bheegi raatein

Hai labon pe

(Oh, oh, oh)

Teri baatein

Andar hai sholaa, baahar hai paani

Hone lagi hai dhadkan deewani

Teri gesu, teri khushboo
Jahan dekhoon, bas hai tu, ho, ho, ho, ho
Is husn pe pehle kahan aisa nikhaar aaya, ho
Teri isi adaa pe sanam mujhko to pyaar aaya

Tune lagaaya gale se
Mere dil ko qaraar aaya, ho

Teri isi adaa pe sanam mujhko to pyaar aaya

Jaaga jaaga

(Oh, oh, oh)

Soya soya

Yeh samaa hai

(Oh, oh, oh)

Khoya khoya

Tasveer teri jigar mein utaaroon

Aaja teri uljhi zulfein sanwaaroon

Tujhe dekhoon, tujhe chaahoon
Tere bin main jee na paaoon, oh, oh, oh, ho

Aisa haseen mauka sanam hai pehli baar aaya, ho
Teri isi adaa pe sanam mujhko to pyaar aaya

Tune lagaaya gale se, tune lagaaya gale se
Mere dil ko qaraar aaya, ho

Teri isi adaa pe sanam mujhko to pyaar aaya, ho
Teri isi adaa pe sanam

Mujhko to

Pyaar aaya