Hosted by Dailymotion. For legal issues report at the Copyright Center, report us on DMC, or use the Instant Removal tool.
Best Naat Sharif 2016
N
Naat Media
3 Views • Dec 14, 2016
Description
Dare nabi par para rahoon ga, parre hi rehne se kaam hoga
Kabhi to qismat khule gi meri, kabhi to mera salam hoga
Khilafe maashooq kuch huwa hai, na koi aashiq se kaam hoga
Khuda bhi hoga udhar bhi aye dil, jidhar woh aali maqam hoga
Kiye hi jaoon ga arz matlab, milega jab tak na dil ka matlab
Na shaam e matlab ki subha hogi, na yeh fasana tamam hoga
Jo dil se hai ma’il-e-payambar, yeh is ki pehchan hai muqarrar
Ke har dam is be nawa ke lab par, durood hoga salam hoga
Isi tawaqqo pe ji raha hoon, yehi tamanna jila rahi hai
Nigahe lutfo karam na hogi, to mujh ko jeena haram hoga

More from User
02:51
سارے نبیاں نبی تو امام سوہنیا لاکھاں تیرے تے درود تے سلام سوہنیا
Naat Media
01:51
Naat Sharif
Naat Media
07:46
Best Naat Sharif 2016
Naat Media
07:17
Naat sharif - Woh kamal e husn e huzoor he - HAJI MUSHTAQ ATTARI
Naat Media
05:53
Tamanna muddaton se hai
Naat Media
Related Videos
04:35
Beautiful Naat Sharif in Urdu 2017 Madina Madina New Naat Sharif 2017|naat, naats|naat 2017|new naat 2017| new naats 2017|naat sharif|naarif 2017|new naat sharif 2017|aat videos| best nat| best naat|new naat| new naats| naat sharif urdu| naat sharif 2017
Pak Maza

04:04
Best Emotional Urdu Naat Sharif 2017 Huzoor Aisa koie intezam ho jae Naat|naat, naats|naat 2017|new naat 2017| new naats 2017|naat sharif|naarif 2017|new naat sharif 2017|aat videos| best nat| best naat|new naat| new naats| naat sharif urdu| naat sharif 2
Pak Maza
02:02
Beautiful Naat Sharif in Urdu Lajpal Gharana Hai by Owais Raza Qadri|naat, naats|naat 2017|new naat 2017| new naats 2017|naat sharif|naarif 2017|new naat sharif 2017|aat videos| best nat| best naat|new naat| new naats| naat sharif urdu| naat sharif 2017
Pak Maza
04:40
Beautiful Naat Sharif 2013.Lo Madine Ki Tajalli Se Lagaye Hue Hain|naat, naats|naat 2017|new naat 2017| new naats 2017|naat sharif|naarif 2017|new naat sharif 2017|aat videos| best nat| best naat|new naat| new naats| naat sharif urdu| naat sharif 2017
Pak Maza
06:12
Beautiful Naat Sharif in Urdu Aye Hasnain Ke Nana Must Listen|naat, naats|naat 2017|new naat 2017| new naats 2017|naat sharif|naarif 2017|new naat sharif 2017|aat videos| best nat| best naat|new naat| new naats| naat sharif urdu| naat sharif 2017
Pak Maza