Skip to content

video not played or not found error
click on direct switch

Hosted by Dailymotion. For legal issues: Copyright Center · DMC · Instant Removal

lo agaya bazar part 1/2

K
Kuvogozeta

2 Views • Feb 29, 2016

Description

(Lo agaya bazaar) x10\r
\r
\r
\r
\r
(Bazaare shaam hai, bazaare shaam hai) x2 Bazaare sham hai\r
\r
\r
\r
\r
Mazlum ka kunba, jab sham ko poncha, abid ka tha nawha, lo agaya bazaar\r
\r
\r
\r
\r
1. Meri phuphi amma, roti hai(n) be parda, lakhon ka hai majma, lo agaya bazaar\r
\r
\r
\r
\r
(Mazlum ka kunba, jab sham ko poncha, abid ka tha nawha, lo agaya bazaar) x2\r
\r
\r
\r
\r
2. Ye soch ke rota hu(n), maa behne khule sar hai\r
\r
Kistarha se dekhuga, jo samne manzar hai\r
\r
Neze pe hai ik sar, rota hai jo aksar, karta hai jo nawha\r
\r
\r
\r
\r
(Mazlum ka kunba, jab sham ko poncha, abid ka tha nawha, lo agaya bazaar) x2\r
\r
\r
\r
\r
3. Bazu hai bandhe mere, mei kuch nahi kar sakta\r
\r
Bochaar hai patthar ki, ham sab hai rassan basta\r
\r
Hai khun ka darya, jo sar se hai behta, haste hai ye aada\r
\r
\r
\r
\r
(Mazlum ka kunba, jab sham ko poncha, abid ka tha nawha, lo agaya bazaar) x2\r
\r
\r
\r
\r
4. Har eik qadam baba, quran sunaata hai\r
\r
Aur aag ke pathhar khud, chehre pe wo khata hai\r
\r
Zahra ka dulara, Ahmad ka nawasa, hai barsare neza\r
\r
\r
\r
\r
(Mazlum ka kunba, jab sham ko poncha, abid ka tha nawha, lo agaya bazaar) x2\r
\r
\r
\r
\r
5. Parde ka muhaffiz ab, sar apna giraataa hai\r
\r
Khu(n) rota hai wo ghazi, jab bhi nazar aata hai\r
\r
Zainab ka khula sar, aur shaam ka manzar, sar pe nahi parda\r
\r
\r
\r
\r
(Mazlum ka kunba, jab sham ko poncha, abid ka tha nawha, lo agaya bazaar) x2\r
\r
\r
\r
\r
6. ay habsh ke maki(n) ye, fizza ki sada aayi,\r
\r
thi aapki shahzadi, aur aaj hun me qaidi\r
\r
ay mere bahaddur, kar itna tassawur, hun aapki malka,\r
\r
\r
\r
\r
(Mazlum ka kunba, jab sham ko poncha, abid ka tha nawha, lo agaya bazaar) x2\r
\r
\r
\r
\r
7. aur shimr ye abid se, kis fakhr se kehta hai,\r
\r
Parda teri zainab ka neze se utara hai,\r
\r
Quwwat hai ye meri, ahmed ki nawasi, ko shaam me layaa\r
\r
\r
\r
\r
(Mazlum ka kunba, jab sham ko poncha, abid ka tha nawha, lo agaya bazaar) x2\r
\r
\r
\r
\r
8. wo nanni sakina ko manga hai kanizi me,\r
\r
me marta hun jiteji maahole sharabi me,\r
\r
ghabrati hai bachhi, aur hoke me bhayi, kuch kar nahi sakta\r
\r
\r
\r
\r
(Mazlum ka kunba, jab sham ko poncha, abid ka tha nawha, lo agaya bazaar) x2