ReePrime
How to Marry a Nice Guy

Hosted by Dailymotion. For legal issues report at the Copyright Center, report us on DMC, or use the Instant Removal tool.

How to Marry a Nice Guy

B
Bhai Hanfi

7 Views • Aug 11, 2016

Description

Lerkiyon ki shadi k liye wazifa:

Jin maa baap k ghar mein betiyan paida hoti hain, unka khwab hota hai k jab who bari hojai toh kisi achi jagah unki shaadi ker kay unko rukhsat karayn. Jin lerkiyon ki shaadiyan nahi hoo paa rahi hoti unke maa baap bohat pareshan hotay hain aur Allah se bohat dua kertay hain k unki baitiyan jaldi apne ghaaro ko hojain. Aisay mein unko yeh wazifah parhna chahiye

Sipara no: 23 Surat Yaseen ayat no: 82 ko fajar ki namaz k bad 101 bar parhen. Insha Allah jald hi acha rishta mil jae ga.