AA-BHI-Ja-Movie-Sur

Hosted by Dailymotion. For legal issues report at the Copyright Center, report us on DMC, or use the Instant Removal tool.

AA-BHI-Ja-Movie-Sur

D
Duua

2,153 Views • Aug 28, 2011

Description

Hindi Lyrics: --MALE-

Aa bhi jaa, aa bhi jaa, ae subaah aa bhi jaa - 2
Raat ko kar vida, dilruba aa bhi jaa
Aa bhi jaa, aa bhi jaa, ae subaah aa bhi jaa - 2
Raat ko kar vida, dilruba aa bhi jaa
Aa bhi jaa, aa bhi jaa, ae subaah aa bhi jaa
Mere, mere dil ke paagalpan ki oh seema kya hai
Yun to tu hai meri, chhaaya tujh mein, ho, tera kya hai
Main hoon gagan tu hai zameen, adhoori si mere bina
Raat ko kar vida, dilruba aa bhi jaa
Aa bhi jaa, aa bhi jaa, ae subaah aa bhi jaa - 2

--FEMALE

Dekhoon chaahe jisko, kuch kuch tujhsa dikhta kyoon hai
Jaanoon, jaanoon na main, tera mera rishta kyoon hai
Kaise kahoon kitna bechain hai dil mera tere bina
Raat ko kar vida, dilruba aa bhi jaa
Aa bhi jaa, aa bhi jaa, ae subaah aa bhi jaa - 2